Adsterra per account kaise banaen : adsterra per account banane ke liye Di gai link per click Karen, Jaise yahan per is link per click karoge to aap uski website per redirect Ho jaaoge Jahan per aap ko publisher per click karna hai, aap ko apni website par add lagani hai to publisher per click karna hai, Jaise yahan publisher per click karoge to aapke samne aap ki Gmail ID mobile number and kuchh Anya data dalne ka kaha jayega, osara deta hai vahan per dal dena hai Jaise aap deta pura dal doge, to vahan per aapko payment method ke liye poochha jaega vah payment third ke liye aapko apna PayPal account banaa Lena yadi aapane abhi tak PayPal account nahin banaya nahin, two PayPal account bhi bana sakte ho, aur FIR aapki Jo PayPal account jis Gmail ID se Bana hua hoga vah Gmail ID vahan per dal deni hai aur FIR aapko Sahi nahin kar dena hai, Jaise hi aapka yah kam complete Ho jaega to vahan per aapko website per click kar dena hai and vahan per aapko koi bhi apni website add kar deni hai,
Website add kaise karen; website add karne ke liye website per click Karen aur apna jo bhi url hai usko copy kar le , aur jo aapka URL Hain vah adsterra per Aakar website per click karke pest kar do, uske bad 5 minute ke andar aap ki website verify ho jayegi, Jaise aap ki website verify Ho jaati hai to aapko website per click karke aapane code generate kar dena hai aur un code ko apni website per laga dena hai, Hira ki website per ads run hona start ho jayegi,
Adsterra se payment kaise le : adsterra se payment lene ke liye aap PayPal account Kendra payment le sakte hain Jahan per aapko $100 complete karne honge FIR hi withdrawal kar sakte ho yadi aap kisi aur ke andar Lena chahte ho to vahan per aapko 5 dollar ka bhi mil jaega yadi aap webmoney ki ful Lena chahte ho to vahan per aap 5 dollar ke andar payment le sakte ho, yahan per aapko weekly payment mil jata hai
0 टिप्पणियाँ